Dil Ka Kya Kare Sahib Lyrics – Kavita Krishnamurthy
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Kabhi sochte hai unhe hum bhulade
Kabhi sochte hai unhe yaad karle
Oh, Kabhi hum judai ka sadme uthaale
Kabhi hum akele mein faryaad karle
Dil ka kya kare sahib
Dil ka kya kare sahib
hum unhi pe marte hai
Dil ka kya kare sahib
hum unhi pe marte hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
Unse pyar karte hai
Dil ka kya kare sahib
Hum unhi pe marte hai
Dil ka kya kare sahib
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Bekraari ka dard na jaane
Yeh to pagal hai, baat na maane
ain milte hi chain kho jaaye
Ek nazar mein ishq ho jaaye
Samandar se jaake kare iltejaa
Agar mauj ho to use mor de
Kabhi jaanke naa lagaaye lagan
Yeh sheesha jo ho to isse tor de
Dil ka kya kare sahib
Dil ka kya kare sahib
Hum unhi pe marte hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
unse pyar karte hai
Dil ka kya kare sahib
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Dhinak dhin dhin dhin dhinak dhin dha
Yeh wafaa kya hai, ek dhoka hai
Par deewanon ko kisne roka hai
Jhoote vaade hai, jhoota kasme hai
Log kehete hai jhoote rasame hai
laha mein asar hai sadaaye sabhi
Yaha sabh mohabbat mein naakaam hai
Yahan chaahaton ka guzaara nahi
Yeh galiyaan, yeh gunje to badnaam hai
Dil ka..are dil ka
Hai dil ka kya kare sahib
Hum unhi pe marte hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai
Unse pyar karte hai
Dil ka kya kare sahib
Sahib sahib sahib sahib
Hum unhi pe marte hai
Dil ka kya kare sahib
kya kare kya Kare kya kare
Dil ka kya kare sahib