Dil Jawaani Ke Nashe Se Lyrics

in

"Dil Jawaani Ke Nashe Se" Song Details:

Movie: Birha Ki Raat (1950)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Sarshar Sailani
Composer(s):Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s):Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s):Playful
Director(s):Gajanan Jagirdar
Music Label:© Saregama
Starring:Dev Anand, Nargis Dutt, Om Parkesh, Jagirdar, Madan Puri

Dil Jawaani Ke Nashe Se Lyrics – Mohammed Rafi

Dil jawaani ke nashe se choor hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai

Jab se yeh zaalim jawaani aa gayi
Jab se yeh zaalim jawaani aa gayi hoy
Har adaa ko chhed-khaani aa gayi
Har adaa ko chhed-khaani aa gayi
Aankh ladne ke liye majboor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa hoye
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai

lyricsbogie.com
Humne dil jis ke hawaale kar diyaa
Humne dil jis ke hawaale kar diyaa
Uss ne zakhmon se kaleja bhar diyaa
Uss ne zakhmos se kaleja bhar diyaa
Dekhiye qismat ko kya manzoor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa hoye
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai

Jo haseen dekhaa usse apnaa liyaa
Jo haseen dekhaa usse apnaa liyaa
Aji chaar baaten kar ke dil behlaa liyaa
Chaar baaten kar ke dil behlaa liyaa
Bas hamaara to yahi dastoor hai
Kaun kehtaa kaun kehtaa haay
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Dil jawaani ke nashe se choor hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai
Kaun kehtaa hai ke dilli door hai.

Dil Jawaani Ke Nashe Se Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.