Dil Hoga To Mil Lyrics – Ismail Azad Qawwal
Dil hoga to mil jayenge
Dildar hazaro
Dil ke hai zamane mein
Kharidar hazaro
Dil hoga to mil jayenge
Dildar hazaro
Dil ke hai zamane mein
Kharidar hazaro
Humne to buzurgo se
Yahi baat suni hai
Jo dur haseeno se
Rahe wahi guni hai
Patthar ka dil inka hai to
Lohe ka jigar hai
Shishe ko bhi jo tod de
Wo inki nazar hai
Dil mein hai wafa inke na
Aankho mein mohabbat hai
Hoti hai haseeno mein
Nazakat ki nazakat
Sangin se itne hum ke
Ab kuch nahi kahte
Ab ishq mein bekar ke
Gham hum nahi sahte
Dil hoga to mil jayenge
Dildar hazaro
Dil ke hai zamane mein
Kharidar hazaro
Dil hoga to mil jayenge
Dildar hazaro
Dil ke hai zamane mein
Kharidar hazaro
Mein likha hai
Ek husn se jisne bhi
Yaha pyar kiya hai
Bedard zamane ne
Use dard diya hai
Parhad bacha hai na
Mahiwal bacha hai
Wo kahi raha kaid mohabbat
Ki lagan mein
Aur katal huya romiyo sahab
Ke chaman mein
Hum isliye ishq mein
Rote nahi din raat
Rakhte hai zamane se
Zuda apne khayalat
Dil hoga to mil jayenge
Dildar hazaro
Dil ke hai zamane mein
Kharidar hazaro
Dil hoga to mil jayenge
Dildar hazaro
Dil ke hai zamane mein
Kharidar hazaro
Laila ji huyi bechal
Uljhe huye gesu
Wo shaukh nighaho se
Barste huye jadu
Jo ek nazar dekh le duniya
Se guzar jaye
Jo maut se marte hai wo bhi
Bemaut hi mar jaaye
Mar jaaye to koi mar
Jaaye inki bala se
Behraham hai aise
Darte khuda bhi
Yeh husn pe jo itraye huye hai
Hum bhi na jhukenge ke
Kasam khaye huye hai
Dil hoga to mil jayenge
Dildar hazaro
Dil ke hai zamane mein
Kharidar hazaro.