Dhuyen Ki Gaadi Udaye Liye Jaaye Lyrics – Prasan Banerjee, Rajkumari Dubey
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Jeevan ki naiya bahar liye jaye
Jeevan ki naiya bahar liye jaye
Bahar liye jaye
Ha bahar liye jaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dil ka pata
Dil ka pata aur na manzil ka pata
Dil ka pata aur na manzil ka pata
Dil ka pata aur na manzil ka pata
Kisti ka pata, kisti ka pata
Aur na sahil ka pata haye
Jidar jee mein aaye bhagaye liye jaye
Jidar jee mein aaye bhagaye liye jaye
Bhagaye liye jaye
Ha bhagaye liye jaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Pal ke liye
Pal ke liye hai ye bhara rel ka mela
Pal ke liye hai ye bhara rel ka mela
Injan ka raha, injan ka raha
Saath mein jamela
Jeevan ka natak dikhaye liye jaye
Jeevan ka natak dikhaye liye jaye
Ha dikhaye liye jaye
Ha dikhaye liye jaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye
Dhuyen ki gaadi udaye liye jaaye.