Dhool Me Jaise Chhupa Phool Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Dhool me jaise chhupa phool
Aur chhupi phul me bat
Mati ke putle vaise hi
Parbhu hai tere pas
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Jat pat ke jhute bandhan
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Aapas me jo unch nich ki
Khadi kare diwar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Dekh kisi ke dukhiya dil me
Data ka darbar
Milega phir tujhko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar.