Dheere Se Jaana Lyrics – Alka Yagnik, Babul Supriyo
Dheere se jaana nazre milana
Phir kehna baato baato mein
Kya kahu kaise kahu aakhir kahu kya
Pehli pehli mulakato mein
Kehna ke jabse tumko dekha
Har khwab mein tumhi ko dekha
Phir kya kahu keh dena
I love you achha
Dheere se jaana nazre milana
Phir kehna baato baato mein
Kya kahu kaise kahu aakhir kahu kya
Pehli pehli mulakato mein
Pehle sharmayegi thoda
Phir wo itrayegi thoda
Kahi ghabrake us se dur na hona
Paas tum uske hi rehna
Chahe nakhre kare sehna
Kahi ghabrake us se dur na hona
Lekin karunga main ye kaise
Mujhse to hoga na jee aise
Phir bhi kehti ho to kahunga
I love you
Dheere se jaana nazre milana
Phir kehna baato baato mein
Kya kahu kaise kahu aakhir kahu kya
Pehli pehli mulakato mein
Dekho to meri madhoshi
Pyar mujhe tumse kasam se
Tumse ho gaya
Dekho inkaar na karna
Koi takrar na karna
Pyar mujhe tumse kasam se
Tumse ho gaya
Na jaane kaise deewane ho
Lagta hai tum to anjane ho
Sach hai yahi ki i don’t love you
Kya kahu kaise kahu aakhir kahu kya
Pehli pehli mulakato mein
Dheere se jaana nazre milana
Phir kehna baato baato mein
Ho raha hai kuch kuch dil mein
Sach hai ye main hu mushkil mein
Kahi koi aisi waisi na baat ho jaaye
Raha hai kuch kuch dil mein
Sach hai ye main hu mushkil mein
Kahi dil mera na tera deewana ho jaaye
Mujhe pyar tumse karna hi nahi
Socha hai tumpe hi marna hi nahi
Keh to diya tha ke i don’t love you
Dheere se jaana nazre milana
Kya kahu baato baato mein.