Dhanwaanon Ke Raajmahal Lyrics

in

"Dhanwaanon Ke Raajmahal" Song Details:

Movie: Chetna (1953)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Ramesh Gupta
Composer(s):Harilal Thakur
Music Director(s):Harilal Thakur
Genre(s):Playful
Music Label:© Saregama
Release on:1st January, 1953

Dhanwaanon Ke Raajmahal Lyrics – Mohammed Rafi

O o o o o o o
Dhanwaanon ke raajmahal
Ye ghareeb ke hain phaansi-ghar
Ye ghareeb ke hain phaansi-ghar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar
Dhanwaanon ke raajmahal
Ye ghareeb ke hain phaansi-ghar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar

Dhanwaanon ke sab dukh harte ae
Pet ki khaatir mehnat karte
Mehnat karte mehnat karte
Khare paseene ki mazdoori ee ee
Khare paseene ki mazdoori
Haaye nahin dete hans kar
Ye haaye nahin dete hans kar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar o o o o o o
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar

lyricsbogie.com
Dhoop taap mein mehnat karte ae ae
Bachche tadap tadap kar marte
Bachche tadap tadap kar marte
Phir bhi pet nahin ye bharte ae
Phir bhi pet nahin ye bharte
Jeewan kat’ta ro ro kar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar o o o o o o
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar

Ghareeb ki kya jaan nahin hai ae
Gareeb kya insaan nahin hai ae
Kya inke bhagwaan nahin hain aen
Bhagwaan nahin hain
Bhagwaan nahin hain
Gareeb jeete mar mar kar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar

Dhanwaanon ke raajmahal
Ye ghareeb ke hain phaansighar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar o o o o
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar
Chalo basaayen naya nagar ham
Chalo basaayen naya nagar.

Dhanwaanon Ke Raajmahal Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.