Dekho Mehnat Se Daulat Ki Yaari Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Din raat badli halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Par ye na bhulo ke tadbir bhi hai
Ye tadbir pathar mein kaliya khila de
Garibi ke sholo ko sabnam bana de
Din raat badle halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Garibi ki janjir kab tak rahegi
Mehnat ki choti ye kab tak sahegi
Garibi ka ho jiske ghar mein andhera
Wo mehnat ke suraj se kar le sawera
Din raat badle halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Din raat badle halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari.