Dekhkar Dilkashi Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Dekhkar dilkashi jamane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Aarju hai fareb khane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Ai ghame zindagi naa ho naraz
Mujhko aadat hai muskurane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Julmato se naa dar ke raste mein
Julmato se naa dar ke raste mein
Roshani hai sharabkhane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
As tere kesuo ko pyar karu
As tere kesuo ko pyar karu
Raat hai mashale jalane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Aarju hai fareb khane ki
Aarju hai fareb khane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Aaye gham-e-zindagi naa ho naraz
Aaye gham-e-zindagi naa ho naraz
Mujhko aadat hai muskurane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Julmato se naa dar ke raste mein
Julmato se naa dar ke raste mein
Roshani hai sharabkhane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
As tere kesuo ko pyar karu
As tere kesuo ko pyar karu
Rat hai mashalen jalane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki.