Dekhiye Aaj Mehfil Mein Lyrics – Jaani Babu Qawwal
Dekhiye aaj mehfil mein
Hum to hoke bindas
Aaye huye hain
Dekhiye aaj mehfil mein
Hum to hoke bindas
Aaye huye hain
Leke jayenge apni
Dulhaniya dulhaniya
Leke jayenge apni dulhaniya
Saath barat laye huye hain
Saath barat laye huye hain
Saath barat laye huye hain
Leke jayenge apni dulhaniya
Aakhari waqt hain fikar dil ko
Ab janaja uthega yeh kaise
Aakhari waqt hain fikar dil ko
Ab janaja uthega yeh kaise
Ab janaja uthega yeh kaise
Jitne aaye hain maiyat mein meri
Yeh jitne aaye hain maiyat mein meri
Sab ke sab hi lagaye huye hain
Sab ke sab hi lagaye huye hain
Sab ke sab hi lagaye huye hain
Jitne aaye hai maiyat mein meri
Mere dil ki tasalli ki khatir
Usne tasid se keh kar yeh bheja
Mere dil ki tasalli ki khatir
Usne tasid se keh kar yeh bheja
Usne tasid se keh kar yeh bheja
Ke teri mehfil mein kal aayenge hum
Teri mehfil mein kal aayenge hum
Aaj mahendi lagaye huye hain
Aaj mahendi lagaye huye hain
Aaj mahendi lagaye huye hain
Ke teri mehfil mein
Kal aayenge hum
Aaj kal seh ko pandit ki baate
Tauba tauba are tauba
Aaj kal seh ko pandit ki baate
Tauba tauba are tauba
Tauba tauba are tauba
Kaun ungali uthayega in par
Kaun ungali uthayega in par
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Kaun ungali uthayega in par
Tauba tauba are tauba tauba
Tauba tauba are tauba tauba
Tauba tauba are tauba tauba
Tauba tauba are tauba tauba
Tauba tauba are tauba tauba
Tumne daulat ke liye
Becha hain iman yaha
Yeh nahin socha ke
Do din ke hai mehman yaha
Sano saukat ke liye
Muft mein tum marte ho
Maut ko bhul ke kyu
Zulmo sitam karte ho
Zulm phir zulm hain
Sar chad ke sadaye dega
Tumko iss daur ka
Kanun sajaye dega
Garm asko se hai labrej
Kahi jaamo subah
Tumne bhar rakha
Tijori mein garibo ka lahu
Aaj mahelo mein zara
Aag laga kar dekho
Chandi sone ki salakho
Ko tabah kar dekho
In se tapkega garibo ka
Lahu yaad rahe
Tum iss jaha ke sada
Hotho pe fariyad rahe
Ab yeh fariyad uthi
Laher ka toofan ban kar
Aur koi chattan isse
Rok na payegi magar
Har sitam ghar ke
Mukabil mein hai aakar thehra
Chhin kar fek diya
Jayega nakli chehra
Diye mandir wo masjid
Ke hakdar dekho
Bane aake mehfil mein
Makar dekho
Hai chehro pe inke
Sharafat ka gaja
Magar zakhm dete hain
Har waqt taza
Yeh ghar ke pujari
Yeh dhan ke hai lobhi
Yeh sunte hai matlab
Ki ho baat jo bhi
Yeh hauwa ki aulad
Seeta ke bete
Fakat apni baaho mein
Daulat lapete
Yeh kya hai inhe
Log kam jante hain
Yeh gadar hain
Inko hum jante hain
Hakikat hain kya
Inki hum bolte hain
Bharam inki baato
Ka hum kholte hain
Watan mein jo
Gadar hai inke jaise
Samaj aise dushman
Ko chhodega kaise
Jo mauka mile to
Watan bech dale
Watan bech dale
Watan bech dale
Jo mauka mile to
Jo mauka mile to
Watan bech dale
Yeh murdo ke tan
Ka kafan bech dale
Kafan bech dale
Kafan bech dale
Yeh murdo ke tan
Ka kafan bech dale
Are kaun ungali
Uthayega in par
Ab kaun ungali
Uthayega in par
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain
Yeh to ganga nahaye huye hain.