Dekh Zara Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Jyoti
Dekh zara jaane wafa
Kab se khada hu main raaho mein
Dil na jala paas to aa
Mujhko chhupa le nighaho mein
Jab pyar kiya ikraar kiya
To kyu izhaar se darti hai
Kuch bhi na chhupa
Mujhko hai pata tu chhup chhup
Aahe bharti hai
Dekh zara jaane wafa
Kab se khada hu main raaho mein
Dil na jala paas to aa
Mujhko chhupa le nighaho mein
Jab pyar kiya ikraar kiya
To kyu izhaar se darti hai
Kuch bhi na chhupa
Mujhko hai pata tu chhup chhup
Aahe bharti hai
Dekh zara
Tere zara ruth jaane se
Lut liya chain mera
Kya fayada aajmane se
Haye jaan meri jaan gayi
Tere zara ruth jaane se
Lut liya chain mera
Kya fayada aajmane se
Raam gali prem gali saath mere chal
Mod de na chhod ke yu rasta badal
Hosh mein aa hosh mein aa
Tu zara sambhal
Paav tere paav tere jaaye na fisal
Dekh zara jaane wafa
Kab se khada hu main raaho mein
Dil na jala paas to aa
Mujhko chhupa le nighaho mein
Jab pyar kiya ikraar kiya
To kyu izhaar se darti hai
Kuch bhi na chhupa
Mujhko hai pata tu chhup chhup
Aahe bharti hai
Dekh zara
Roopmati phulwati
Itna akad na jawani mein
Yaar mere pyar mere
Yu na laga aag pani mein
Roopmati phulwati
Itna akad na jawani mein
Yaar mere pyar mere
Yu na laga aag pani mein
Raat gayi baat gayi baat na badha
Maan jaa re maan jaa re
Aankh na dikha
Roop ki yeh dhup khile zulf to hata
Bol zara bol zara samne to aa
Dekh zara jaane wafa
Mujhko bitha le panaho mein
Dil na jala paas to aa
Mujhko chhupa le nighaho mein
Maine pyar kiya ikraar kiya
Izhaar main tumse karti hu
Yeh sach hai sanam
Mujhe rab ki kasam
Main sirf tumhi pe marti hu.