Dekh Ri Dekh Lyrics – Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Dekh ri dekh, dekh ri dekh
Najare ek se ek, ek se ek
Kuch gadbad ghotala hai, ghotala hai
Dal me kala hai, kala hai, kala hai
Parde ke pichhe premi milate hai
Piche deewar ke kis ka saya hai
Anguli chataki hai bhawara aaya hai
Dekh ri dekh, dekh ri dekh
Najare ek se ek, ek se ek
Govinda govinda
Jai jai ram krihan hari
Jai jai ram krihan hari
Ho jis murakh ne kram bhulaya
Us murakh ne moksh na paya
Birkha janam gavaya
Bhaiya birkha janam gavaya bhaiya
Birkha janam gavaya
Jai jai ram krihan hari
Jai jai ram krihan hari
Arey jhakh rey jhakh
Mili hai aankh se aankh, aankh se aankh
Hua joban to hum pe bhi aaya tha
Hamne aisa gajab to nahi dhaya tha
Chahi chad ja suli pe
Ram bhali karenge
Jai javan jai kissan
Jai javan jai kissan
Chal mere sathi chal
Kheto me chalaye hal
Mehnat ka mittha fal
Apna apna kam karo
Suno gaav valo, suno gaav valo
Dusaro ke aahb mat nikalo
Apni ani sambhalo
Apna apna kam karo
Suno gaav valo
Ari dekh ri dekh, dekh ri dekh
Ari sun ri sun, sun ri sun
Nirali prem ki dhun, prem ki dhun
Tune aate jate kisi ajnabi ko dekh hai
Dhud se dhahi dhahi se chhaj
Chhaj se makhan makhan se geehi
Geehi se bane rasoyi
Kisi ki burayi chahi
Kisi ke kam na aaye koi
Apna apna kaam karo
Arey sun lo gaav valo
Ari dekh ri dekh, dekh ri dekh
Kuch gadbad ghotala hai, ghotala hai
Tune aate jate kisi ajnabi ko dekh ha
Jhut muth fut fut ghar se chhut
Jhut muth fut fut ghar se chhut
Apna apna kaam karo
Arey sun lo gaav valo
Arey sun lo gaav valo
Ari dekh ri dekh, dekh ri dekh
Kuch gadbad hai, gadbad hai
Arey ram ram ram
Arey ye kya kiya mujhe chhu liya
Hato raste se bhai
Hume karni hai safai
Hato raste se bhai
Hume karni hai safai
Tume gaav me bhai badi gandagi failayi
Hato raste se bhai
Hume karni hai safai.