Dekh Kar Aankhein Teri Lyrics – Dinesh Arjuna
Dekh kar aankhein teri
Dekh kar aankhein teri
Main bhi ghazal gaane laga
Dekh kar aankhein teri
Main bhi ghazal gaane laga
Ho gaya mausam meherbaa
Ik nasha chhane laga
Ho gaya mausam meherbaa
Ik nasha chhane laga
Dekh kar aankhein teri
Main bhi ghazal gaane laga
Puchha jo apne aap se
Dil dhadak ne ka sabab
Puchha jo apne aap se
Dil dhadak ne ka sabab
Puchha jo apne aap se
Sirf chehara aap ka hi
Saamne aane laga
Sirf chehara aap ka hi
Saamne aane laga
Dekh kar aankhein teri
Main bhi ghazal gaane laga
Ek bijali ki tarah
Chamki jo hotho par haseen
Ek bijali ki tarah
Chamki jo hotho par haseen
Ek bijali ki tarah
Chamki jo hotho par haseen
Kyaa kahoon ke aasmaan bhi
Jaise balkha ne laga
Kyaa kahoon ke aasmaan bhi
Jaise balkha ne laga
Dekh kar aankhein teri
Main bhi ghazal gaane laga
Dekhata hoon main jahan tak
Wo hi woh aaye nazar
Dekhata hoon main jahan tak
Wo hi woh aaye nazar
Dekhata hoon main jahan tak
Wo hi woh aaye nazar
Ye bharam betaab dil ko
Aur tadpane laga
Ye bharam betaab dil ko
Aur tadpane laga
Dekh kar aankhein teri
Main bhi ghazal gaane laga.