Dekh Idhar Ae Hasina Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
June ka hai mahina
Dal zulfo ka saya aa
Raha hai pasina
Dekh idhar ae hasina
June ka hai mahina
Dal zulfo ka saya aa
Raha hai pasina
Dekh idhar ae hasina
Sun le kabhi dil ki sada
Oo najani ji na jala
Sun le kabhi dil ki sada
Oo najani ji na jala
Bimare gham hoon safa mujhko de
Daman se apne hawa mujhko de
Bimare gham hoon safa mujhko de
Daman se apne hawa mujhko de
Hoye main hoon madam
Marina aure fat fatfati na
Dur se bat karna
Paas aana kabhi na
Mai hu madam marina
Lakho hi jab aahe bhare
Tum hi kaho hum kya kare
Lakho hi jab aahe bhare
Tum hi kaho hum kya kare
Kis kis ke dil ki khabar koi le
Kis kis ke gham ka asar koi le
Kis kis ke dil ki khabar koi le
Kis kis ke gham ka asar koi le haye
Dekh idhar ae hasina
June ka hai mahina
Dal zulfo ka saya
Aa raha hai pasina
Dekh idhar ae hasina
Mudat se hoon barbad main
Shiri hai tu farhad main
Mudat se hu barbad main
Shiri hai tu farhad main
Ye na samjhana ki ghar jauga
Main teri chokat pe mar jauga
Ho ye na samjhana ki ghar jauga
Mai teri chokat pe mar jauga
Hoye main hoon madam
Marina aure fat fatfati na
Dur se bat karna paas
Aana kabhi na haye
Dekh idhar ae hasina
June ka hai mahina
Dal zulfo ka saya
Aa raha hai pasina
Dekh idhar ae hasina.