दीवानी Deewani Lyrics

in

दीवानी | Deewani Hindi Lyrics, is a Hindi song from the film Mere Jeevan Saathi, directed by Suneel Darshan and stars Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Amisha Patel and Gulshan Grover. Music composed by Nadeem-Shravan, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya and Sadhana Sargam, with lyrics penned by Sameer.

"Deewani" Song Details:

Movie: Mere Jeevan Saathi
Singer(s):Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Nadeem-Shravan
Music Director(s):Nadeem-Shravan
Genre(s):Engagement, Sad
Director(s):Suneel Darshan
Music Label:© Shree Krishna Audio
Starring:Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Amisha Patel, Gulshan Grover
Release on:3rd February, 2006

Deewani Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam

कोन समझेगा उनका दर्द भला
जिनकी धड़कन ने चोट खाई है
लोग केहते है यहाँ इश्क़ जिसे
ऐसा लगता है बेवफाई है
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी

मुझे लाख समझाया..दीवानी दीवानी
दिल ने मेरे..दीवानी दीवानी

मुझे लाख समझाया
दिल ने मेरे
हाँ मगर मैंने दिल की न मानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी

मुझे लाख समझाया
दिल ने मेरे मगर
हाँ मैंने दिल की न मानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी

लिरिक्सबोगी.कॉम
मैं दीवाना हूँ इन अदाओ का
मैंने तो प्यार किया है
ज़िंदगी भर तुम्हें ही चाहूँगा
मैंने इकरार किया है तुमसे

मैं भी साजन तुम्हारी चाहत में
सारी दुनिया को भूल जाऊँगी
साथ सेह लूँगी सारे दर्दओ ग़म
दिल के रिश्ते को मैं निभाउंगी
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी

भूलूँगी कैसे भला मेरे साजन
मोहब्बत भरी ये निशानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी

दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी दीवानी

नींद जब टूटेगी तो
होश में आऊँगी मैं
कौन है कैसा है वो
सब को बतलाउंगी मैं
सारी दुनिया के आगे
किस्सा ये आम करके
जाऊँगी इस महफिल से
उसको बदनाम करके
उसने दिल तोड़ा मेरा
उसका दिल तोदूंगी
वो न समझे के
उसको ऐसे ही छोड़ दूँगी

मैंने उस बेवफा को पूजा है
मैंने तो प्यार सिर्फ प्यार किया
दो जहां को भूला के मैंने तो
अपने दिलबर पे जानीसार किया

कभी सोचती हूँ
जो मैं बीती बातें
बरसता है आँखों से पानी

दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी
दीवानी मैं दीवानी
साजन की दीवानी.

lyricsbogie.com
Kaun samjhega un ka dard bhala
Jin ki dhadkan ne chot khaayi hai
Log kehte hain yahaan ishq jise
Aisa lagta hai bewafaai hai
Deewani deewani deewani deewani
Deewani deewani deewani deewani

Mujhe laakh samjhaya..deewani deewani
Dil ne mere..deewani deewani

Mujhe laakh samjhaya
Dil ne mere
Haan magar maine dil ki na maani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani

Mujhe laakh samjhaya
Dil ne mere magar
Haan maine dil ki na maani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani

Main deewana hoon in adao ka
Maine to pyaar kiya hai tumse
Zindagi bhar tum hi chahunga
Maine ikraar kiya hai tumse

Main bhi saajan tumhari chaahat mein
Saari duniya ko bhool jaungi
Saath seh lungi saare dardo gham
Dil ki rishte ko main nibhaungi
Deewani deewani deewani deewani

Bhoolaungi kaise bhala mere saajan
Mohabbat bhari yeh nishaani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani

Deewani deewani
Deewani deewani deewani

Neend jab tutegi to
Hosh mein aaungi main
Kaun hai kaisa hai woh
Sab ko batlaungi main
Saari duniya ke aage
Kissa ye aam karke
Jaungi is mehfil se
Usko badnaam karke
Usne dil toda mera
Uska dil tod dungi
Woh na samjhe ke
Usko aise hi chhod dungi

Maine us bewafaa ko pooja hai
Maine to pyaar sirf pyaar kiya
Do jahan ko bhula ke maine to
Apne dilbar pe jaanisar kiya

Kabhi sochti hoon
Jo main beeti baatein
Barasta hai aakhon se paani

Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani
Deewani main deewani
Saajan ki deewani.

Deewani Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.