Deewane Hain Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Apne armanon ki betaab kali khil jaye…
Deewane hain deewano ko
Na ghar chahiye na ghar ja hiye
Mohabbat bhari ik nazar chahiye, nazar chaiye
Jawani mein jawani ke sahare
Houn jawan, mere meharban
Mujhe tu hi tu humsafar chahiye,
Humsafar chahiye
Deewane hain deewano ko
Na ghar chahiye na ghar ja hiye
Mohabbat bhari ik nazar
Chahiye, nazar chaiye
Hai sar peh humare
Khula aasman, khula aasman
Khula aasman
Humare liye hai yehi aasheyan, yehi aashiyan
Bina pyaar ke zindagi kuch nahin
Bina pyaar ke zindagi kuch nahin
Jahan pyaar hai har khushi hai wahin.
Hon pholon bhari chahe,
Chahe kanton bhari, haan kanton bhar,
Chale jis mein to wo dagar chahiye, dagar chahiye
Deewane hain deewano
Ko na ghar chahiye na ghar ja hiye
Mohabbat bhari ik nazar chahiye, nazar chaiye
Nigahon mein aise ishare hue, ishare hue
Ishare hue
Nigahon mein aise ishare hue, ishare hue
Ishare hue
Ke dil ne kaha hum tumhare hue, tumhare hue
Nazar ban gayi hai zuban pyaar mein
Nazar ban gayi hai zuban pyaar mein
Maza aagaya jeet ka haar mein
Milga wohi jo mangoge
Jo dildaar se maagar pyaar se,
Duaon mein apni assar chahiye, assar chahiye
Deewane hain deewano ko
Na ghar chahiye na ghar ja hiye
Mohabbat bhari ik nazar chahiye, nazar chaiye
Jawani mein jawani ke
Sahare houn jawan, mere meharban
Mujhe tu hi tu humsafar
Chahiye, humsafar chahiye.