Darr Jata Hoon Lyrics – Pardhaan
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge..
Shabad khatam par kehna chaahun bahut kuch,
Bhai toh thaa aur akela pakka dost tu,
Thaa thaa kyun bol raha hoon main,
Abhi bhi umeed hai milega kisi roz tu,
Mera dil ghabraa jaata hai teri hasal soch ke,
Itna daler tujhe hona chahiye thaa foj mein,
Sahi mein yeh dunia tere kabil nahi,
Acha hua tu chala gya sawarg ko khoj ke,
Par dukh iss baat ka hai humein leke nahi gya,
Yaad toh krta awaaz bhi deke nahi gya,
Kam se kam chal jhooth hi keh de,
Yahi hai aas paas tu kahin nahi gya..
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge..
Mere bhai tu dunia ke hisab se jyada hi dildar thaa,
Mureed koi aaj bhi tere vivhaar ka,
Chup chaap shaant thaa bss kaam par dhyan thaa,
Maine tujhse sikhaa asli matlab aadar satkaar ka,
Dil se dosti nibhaane ke kya fayede hain,
Bhagwano ki bhi na sunne dosti ke apne kaayede hain,
Har din brother day har din 24 may,
Doston ke ilaava sab be-fizool rai se hain,
Teri awaaz goonjti hai mere kaano mein,
Tera sone sa dil kahaan dekha hoga insaano ne,
Bhai maaf karna nahi utaar skta karz tera,
Saat janam main laakhon gaano mein..
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge,
Iss khayal se main darr jata hoon,
Hum kabhi mil nahi payenge..
Hai mujhe yaad ek ek pal rahega zindagi bhar,
Dar-asal kosta rehta main khudd ko,
Teri jagah mujhe manhoos ko,
Jana chahiye thaa mar..