Daro Deewar Par Lyrics – Bhupinder Singh
Daro deewar pe hasrate
Nazar karte hai
Khush raho ahale watan
Hum to safar karte hai
Hum bhi aram utha sakte
The ghar par rehkar
Humko bhi pala tha maa bap ne
Dukh seh sehakar
Waqt e rukhsat unhe itna
Bhi na aaye kehkar
God meib aansu jo tapke
Kabhi rukh se behkar
Sifr unko hi samajhana
Sifr unko hi samajhana
Jee ke behlane ko
Sifr unko hi samajhana
Jee ke behlane ko
Sifr unko hi samajhana
Ise gham rakha tha
Dadr rakha tha
Kisko parvah thi aur kis mein
Yeh dam rakha tha
Humne jab wadi e qubirat mein
Kadam rakha tha
Dur tak yaade watan aayi thi
Samajhane ko
Dur tak yaade watan aayi thi
Samajhane ko
Dur tak yaade watan aayi
Dil fida karte hai kurban
Jigar karate hai
Paas jo kuch hai wo mata ki
Nazar karte hai
Khush raho ahale watan
Hum to safar karte hai
Jake aabad karenge
Jake aabad karenge
Kisi virane ko
Jake aabad karenge
Kisi virane ko
Jake aabad karenge
Naujavano yahi mauka hai
Utho khul khelo
Khidamate kaum mein
Jo aaye bala sab jhelo
Desh aazad ho kya
Gham hai jawani de do
Phir milegi na yeh mata ki
Duwaye le lo
Dekhe kaun aata hai
Yeh farz bajanane ko
Dekhe kaun aata hai
Yeh farz bajanane ko.