Darbaar Lyrics – Arun Daga
Darbar koyi lag jaye na kahi
Darbar koyi lag jaye na kahi
Aise mera sath na chhodiyo na chhodiyo
Aise mera sath na chhodiyo
Ashkon kaa karam ho jaye na kahi
Ashkon kaa karam ho jaye na kahi
Aise tu mukh na modiyo
Darbar koyi lag jaye na kahi
Aise mera sath na chhodiyo na chhodiyo
Aise mera sath na chhodiyo
aankho me damakati hai
Takhto ki malkiyat
aankho me damakati hai
Darkhato ki rehmiyat
raaho me tarasati hai
Koyi aas laga baitha hai
koyi dur chipa baitha hai
Koyi aas laga baitha hai
koyi dur chipa baitha hai
Meri ruh tadap jaye na kahi
Meri ruh tadap jaye na kahi
aise bandhan na todiyo
Darbar koyi lag jaye na kahi
Darbar koyi lag jaye na kahi
Aise mera sath na chhodiyo na chhodiyo
Aise mera sath na chhodiyo
Jakhmo ki aah tak saanse bhi sisakati hain
Jakhmo ki aah tak saanse bhi sisakati hain
Khayisho ki chah tak chahate tadapati hai
Koyi dard bhula baitha hai
koyi shul chubha baitha hai
Koyi dard bhula baitha hai
koyi shul chubha baitha hai
Meri ruh tadap jaye na kahi
Meri ruh tadap jaye na kahi
aise bandhan na todiyo
Darbar koyi lag jaye na kahi
Darbar koyi lag jaye na kahi
Aise mera sath na chhodiyo na chhodiyo
Aise mera sath na chhodiyo
Ashkon kaa karam ho jaye na kahi
Ashkon kaa karam ho jaye na kahi
aise tu mukh na modiyon
Darbar koyi lag jaye na kahi
Aise mera sath na chhodiyo na chhodiyo
Aise mera sath na chhodiyo
Kimat yeh teri gir jaye na kahi
Aise kabhi hath na jodiyo na jodiyo
Aise kabhi hath na jodiyo
Aise mera sath na chhodiyo.