Daanton Ka Zamana Lyrics – Mahendra Kapoor
Koi tod de ya tute to
Koi tod de ya tute to pas hamare ana
Danto ka jamana
Danto ka jamana pyare dant bachana
Koi tod de ya tute to pas hamare ana
Danto ka jamana
Hosh ke tote udd gaye hote
Dhukta jo hota pyare jo hota koi jabda
Takiya bhigoke bhukhe hi sote
Cheekh ke mare hota gharwali se jhagda
Baithe na rahte rah rah ke kahte
Jaldi bulao jaldi bulao khana kaha hai
Danto ka jamana pyare dant bachana
Koi tod de ya tute to pas hamare ana
Danto ka jamana
Puri pakodi khasta kachori
Dant bina ye tujhe do kodi ke lagte
Ganna na chusta buta na fabta
Mangte rahte dane dane ko taraste
Tum khud bulate daud ke ate
Khana kaha hai
Danto ka jamana pyare dant bachana
Koi tod de ya tute to pas hamare ana
Danto ka jamana
Ap ka mukhda kahta hai dukhada
Apki akal tar kab se dawadol hai
Me usako lutalu
Thandak se juntadu
Dard na hoga mera nuksa anmol hai
Dukh se na dekhiye, kursi pe baithiye
Kaha gaya rogi kaha gaya rogi khanna yaha hai
Danto ka jamana pyare dant bachana
Koi tod de ya tute to pas hamare ana
Danto ka jamana pyare dant bachana
Koi tod de ya tute to pas hamare ana
Danto ka jamana.