Chin Se Aaya Chini Baba Lyrics – Lakshmi Shankar, Sunder
Chin se aaya chini baba
Leke jaadu chin ka
Dekho dekho dekho bachho
Chin tamasha mai ka
Dekho mere paas hai jaadu ki pitaari
Jaadu ki pitaari ye hai chin ki dulhari
Naam hai jiska pichhu mama joku hama
Naam hai jiska pichhu mama joku hama
Pariyon ki hain yeh sehzaadi
Bholi bhaali seedhi saadi
Saath hai iske bade khazane
Aati hai toh neeche daane
Chini baba humein dikhao
Humein dikhao humein dikhao
Na na na mat haath lagao
Seedhi sadak se aayi hain ye
Ye chin ki sehzaadi are
Jisko haath lagane wala
Karega us se shaadi
Chin se aaya chini baba
Leke jaadu chin ka
Dekho dekho dekho bachho
Chin tamasha mai ka
Shaadi ko hai main taiyyar
Na na na bachcha hoshiyaar
Shaadi ko hai main taiyyar
Na na na bachcha hoshiyaar
Karga jo bhi jaadugar ka
Shehzaadi ke sangat
Pehle kaale bhoot se
Usko ladni hogi jung
Kaala bhoot o ee maa
Kaala bhoot jaldi
Kaala bhoot jaldi
Shola hatho wala bhoot
Jhamke karunga uske saath
Baara haath todke rakh dunga main
Kaale bhoooot aa jaa aa jaa aa jaa
O kaale bhoor aa jaa o kaale bhoor aa jaa
Aa jaa..aa jaa..aa jaa..aa jaa…aa jaa..aa jaa..
Dekho baba mera haath
Bhoot ka ho gaya ram ram
Jaao ab toh laut jaao
Main taiyyar hoon iske baad.