Chhoti Si Gilasiya Mein Lyrics – Asha Bhosle, Kamlesh Avasthi
Choti si umariya mein pyar hamra lele
Dular hamra lele sansar hamra lele
Fir dekh tu hamra thumka
Are thumka lagega to jhumka girega
Juhmka gira to ye aashiq marega
Marte hue ko tu jan jara dei de
Jan jara dei de
Jan jara dei de
Choti si gilasiya mein bhang hamein daide
Tarang hamein daide
Umang hamein daide re
Tin lok se nyare hamare baba shankar bhole
Ek din bhang chadaike parwati se bole
Hamein dunia mein bheja ek apna hi hamsaya
Sabse pyar karega jiska nam hai ramlubhaya
Are nam hai ramlubhaya
Are pyar ki muraliya ka rag hamein daide
Saj hamein daide
Awaz hamein daide re
Choti si umariya mein pyar hamra lele
Dular hamra lele sansar hamra lele
In naino ki teer dil mein marungi tan tan ke
Dekh teero se jakhmi hai bade bade dil wale
Hamri bhi ab khair nahi bhagwan hamein bachale
Bhagwan hamein bachale
Chote se jiwan mein sath hamein daide
Hath hamein daide
Rat hamein daide
Choti si gilasiya mein bhang hamein daide
Tarang hamein daide
Umang hamein daide re
Ek din meinle ja pahuchi mai do choti latkaike
Aankh mein surma gal pe lali
Tan atar pe lagai
Surma lali or atar ne khub kayamat dhai
Bhagdad mach gayi shor mach gaya
Lacho rani aayi
Lacho rani aayi
Wah wah lacho rani aayi
Galti maf karo ji ab ke le na jau
Kahe ko sharminda karti aaja gale lagau
Mai dil mein tujhe bithau
Pyar si gujariya preet hamein daide
Geet hamein daide
Sangeet hamein daide
Choti si umariya mein pyar hamra lele
Dular hamra lele sansar hamra lele
Choti si umariya mein pyar hamra lele
Dular hamra lele sansar hamra lele
Choti si gilasiya mein bhang hamein daide
Tarang hamein daide
Umang hamein daide re
Choti si umariya mein pyar hamra lele
Dular hamra lele sansar hamra lele.