Chandan Sa Badan Lyrics – Ghulam Abbas
Mera imaan bane baithey hai
Karke ruswaa e zamana mujhko
Karke ruswaa e zamana mujhko
Kaise anjaan bane baithey hai
Chandan sa badan chanchal chitvan
Dhire se tera yeh muskana
Chandan sa badan chandan chitvan
Dhire se tera yeh muskana
Mujhe dosh na dena jagwalo
Mujhe dosh na dena jagwalo
Ho jaaun agar main deewana
Chandan sa badan chanchal chitvan
Dhire se tera yeh muskana
Yeh khaan kamaan bhave teri
Palko ke kinaare kazra re
Yeh khaan kamaan bhave teri
Palko ke kinaare kazra re
Maathe pe sindoori sooraj hai
Hotho pe dahekte angaare
Saaya bhi jo tera pad jaaye
Saaya bhi jo tera pad jaaye
Aabaad ho dil ka viraana
Chandan sa badan chanchal chitvan
Dhire se tera yeh muskana
Tann bhi sundar mann bhi sundar
Tu sundarta ki moorat hai
Tann bhi sundar mann bhi sundar
Tu sundarta ki moorat hai
Kisi aur ko shayad kam hogi
Mujhe teri bahot zaroorat hai
Kisi aur ko shayad kam hogi
Mujhe teri bahot zaroorat hai
Pehale bhi bahot main tadpa hoon
Pehale bhi bahot main tadpa hoon
Tu aur na mujhko tadpaana
Chandan sa badan chanchal chitvan
Dhire se tera yeh muskana
Mujhe dosh na dena jagwalo
Mujhe dosh na dena jagwalo
Ho jaaun agar main deewana
Chandan sa badan chanchal chitvan
Dhire se tera yeh muskana.