Chand Pal Ke Hamsafar Lyrics – Shankar Mahadevan, Shreya Ghoshal
Abhi adhoori yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi bezubaan thi
Abhi adhoori yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi bezubaan thi
Yeh pyaas dil ki bujhi kahan thi
Yeh pyaas dil ki bujhi kahan thi
Chand pal ke hamsafar
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke..hamsafar
Kuch aur…saath chalte
Chand pal ke hamsafar
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke..hamsafar
Kuch aur…saath chalte
Aaddhi adhoori yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi
Abhi tamanna..bhi
Bezubaan thi bezubaan thi…
Hai tarasti yeh nigaahein
Dil bharta hai aahein
Nahi koi chahat jo
Laut aaye
Jo laut aaye…
Tu kaid mein hai apni
Main bhi bandhi hoon
Tute huye insaan pe aakhir
Itna sitam kyun
Hak tha mera jin par wahi
Ho…hak tha mera jin par wahi
Khushiyaan bhi mujhe na mili
Chand pal ke hamsafar
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke..hamsafar
Kuch aur…saath chalte
Aaddhi adhoori yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi bezubaan thi
Ho…ho…ho…ho…
Khushboo tere
Sansoon ki faili yahan hai..
Jahan chaloon
Tera saya hai humdum
Par tu kahan hai
Manzil toh thi
Bus do kadam
Manzil toh thi
Bus do kadam
Woh mod gaya hai kyun
Kuch aur saath chalte
Do kadam hi sahi
Kuch aur saath chalte
Chand pal ke…hamsafar
Kuch aur…saath chalte
Aaddhi adhoori yeh dastaan thi
Abhi tamanna bhi abhi tamanna…
Bezubaan thi.