Chal Halke Halke Lyrics – Bappa Lahiri, Raja Hasan, Sunidhi Chauhan
Hawaeyn sehen si
Maahtaab nazrain
Teri ya khuda ab kya karain
Aankhain meri khargoshi
Honton mein hai madhoshi
Chaand ki choorri meri hai
Maarungi main dum choti
Ro doongi jhooti mooti
Baadal yeh mere peeche hai
Sun jharne tu seedhe kyun gire hai
Tu aaj chal tu mere jaisa ulta chal
Chal halke halke urrti
Tu itni kya jaldi hai
Sab ko yeh hawa batlaati
Thi tu ghar se nikalti hai
Main raaton se jhagar loongi
Uchal ke chaand ko pakar loongi
Main gir gir ke sambhal loongi
Main saat rangon ko badal doongi
Cheezain meri tu kyun
Ghar se nikalta hai paagal
Chal halke halke urrti
Tu itni kya jaldi hai
Sab ko yeh hawa batlaati
Thi tu ghar se nikalti hai
Main titlee ki saheli hoon
Main zulfon mein lipti paheli hoon
Baraf ki taraf hai ghar mera
Orh le dhoop woh peeli hoon
Sooraj mere chaaon le
Kar kyun doobta hai paagal
Chal halke halke urrti
Tu itni kya jaldi hai
Sab ko yeh hawa batlaati
Thi tu ghar se nikalti hai
Aankhain meri khargoshi
Honton mein hai madhoshi
Chaand ki choorri meri hai
Maarungi main dum choti
Ro doongi jhooti mooti
Baadal yeh mere peeche hai
Sun jharne tu seedhe kyun gire hai
Tu aaj chal tu mere jaisa ulta chal
Chal halke halke urrti
Tu itni kya jaldi hai
Sab ko yeh hawa batlaati
Thi tu ghar se nikalti hai.