Chahe Purush Ho Chahe Nari Lyrics – Kishore Kumar, Naveen Nishchol
Chahe purush ho chahe nari
Grahsti ho ya ho brahmachari
Chahe purush ho chahe nari
Grahsti ho ya ho brahmachari
Pap bura hai sabako pata hai
Phir bhi pap kare
To bas bhir jai jagdish hare
To bas bhir jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare
Ramchandra ke sevak dekho
Kaisa banaye bhesh
Ramchandra ke sevak dekho
Kaisa banaye bhesh
Dhanush ban ki jagah
Pakada sigrat kes
Jeb mein chaku
Jeb mein chaku rampuri hai
Haath mein bhagavad gita
Subah nahaye ganga jal se
Raat ko daru peeta
Madhushala mein brahman bhi jab
Jam pe jam bhare
To bas bhir jai jagdish hare
To bas bhir jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare
Bolo re bhai jai jagdish hare
Utahte bethate jagate chhote
Chhod ke duniya ke sab kam
Lete rahena lete rahena
Prabhu ka naaam
Main bhi lunga prabhu ka naam
Tu bhi lena hari ka naam
Jagate lena prabhu ka naam
Sote lena hari ka naam
Jor se lena prabhu ka naam
Thire lena hari ka naam
Andar lena hari ka naam
Bahar lena hari ka naam
Chalo radhike prabhu ka naam
Ham chalate hai hari ka naam
Do no lenge prabhu ka naam
Oye main bhi lunga hari ka naam
Tu bhi lena hari ka naam
Jagate lena hari ka naam
Sote lena prabhu ka naam.