Chahe Pandit Ho Lyrics – Hariharan, Jolly Mukherjee, Kamal Haasan
Chahe pandit ho chahe kazi
Rah ek hai dawar ek hai sun jara
Ya pujari ho ya namaji ho
Koi bhi hai wo yaar yaar hai sun jara
Kar na gustakhiya akal se kam le
Lena hai agar tujhe allah ka nam le
Badh ke baho mein tu yaar ko tham le
Dosti ke liye yaar ka jam le
Sab kuch bhulke chal hum
Masti me jhoom le
Wo deewana hai kisne jana hai
Jurm to nahi pyar karta hai bawra
Kya khrabi hai wo sarabi hai
Bad pine ke sach to kahta hai bawra
Jo gunehgar hai sab se darte hai wo
Apne karmo ka fal roke bharte hai wo
Jisme sachayi hai haske marte hai wo
Atma jo kahe ham to karte hai wo
Sab kuch bhul ke kal
Hum masti mein jhoome
Ye dosti hai bandagi
Ispe fida ye jidnagi
Karti nahi beimaniya
Ye chahat ki kurbaniya
Kya hai bhala kya hai bura
Ye hai yaha kisko pata
Mandir me ga mszid me ga
Ishwar khuda koi bana
Chahe pandit ho chahe kazi ho
Rah ek hai dwar ek hai sun jara
Ya pujari ho ya namaji ho
Kar na gustakhiya akal se kam le
Lena hai agar tujhe allah ka nam le
Badh ke baho mein tu yar ko tham le
Dosti ke liye yaar ka jam le
Sab kuch bhulke chal hum
Masti me jhoom le
Chahe pandit ho chahe kazi ho
Rah ek hai dwar ek hai sun jara
Ya pujari ho ya namaji ho
Koi bhi hai wo yar yar hai sun jara
Kar na gustakhiya akal se kam le
Lena hai agar tujhe allah ka nam le
Badh ke baho mein tu yar ko tham le
Dosti ke liye yar ka jam le
Sab kuch bhulke chal hum
Masti me jhoom le.