Chaar Din Ka Safar Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar, Vinod Rathod
Zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi
Zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi
Har kadam par naya intehaa hain
Chaar din ka safar ye jahan hain
Muskurale bahot kam samma hain
Zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi
Har kadam par naya intehaa hain
Chaar din ka safar ye jahan hain
Muskurale bahot kam samma hain
Zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi
Har kadam par naya intehaa hain
Chaar din ka safar ye jahan hain
Hath le jo pal hain tere
Has isse tu bitta le
Aane wala pal na jaane
Kyaa khel sabko dikha de
Haath le jo pal hain tere
Has isse tu bitta le
Waqt ke saamne aadami kuch nahi
Waqt ke saamne aadami kuch nahi
Waqt ke saamne aadami kuch nahi
Aadami palki bas daasta hani
Chaar din ka safar ye jahaan hain
Muskurale bahot kam samma hain
Ye jag hain ren basera
Maalik sabka ek wahin hain
Pagle na kar tera mera
Kehake gaye hain sant sayane
Ye jag hain ren basera
Leke aaya thaa kyaa leke jaayega kyaa
Leke aaya thaa kyaa leke jaayega kyaa
Leke aaya thaa kyaa leke jaayega kyaa
Sab manzil aakhir waha hain
Chaar din ka safar ye jahaan hain
Muskurale bahot kam samma hain
Saptrangee hain duniya saari
Koi rang fikka pade na
Rang prem ka na ho jis ghar main
Woh ghar to achha lage na
Saptrangee hain duniya saari
Koi rang fikka pade na
Prem hi ho dharam prem hi ho karam
Prem hi ho dharam prem hi ho karam
Prem hi ho dharam prem hi ho karam
Prem teri meri aatma hain
Chaar din ka safar ye jahan hain
Muskurale bahot kam samma hain
Zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi
Har kadam par naya intehaa hain.