Chaand Lyrics – Lakhwinder Wadali
Chaand baitha huya hai mere saamne
Chaand baitha huya hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Chaand baitha huya hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Tera chehra tera chehra
Tera chehra ibaadat hai ek pyar ki
Rabb ke haathon likhi tu koi baat hai
Chaand baitha huya hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Tumko lagta hai tum ho sawarte magar
Aaina hain sawarta tumhein dekh kar
Tumko lagta hai tum ho sawarte magar
Aaina hain sawarta tumhein dekh kar
Chaalte firte chaalte firte
Chaalte firte yoon hi tum nahi mil gaye
Sau janam ki duaaon ki saugaat hai
Chaand baitha huya hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Dekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hain takta mujhe
Dekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hain takta mujhe
Lakh baatein laakh baatein
Lakh baatein ho aachi kanahiya mein par
Radha rani mein bhi toh koi baat hai
Chaand baitha huya hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Chaand baitha huya hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai.
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने
मेरे घर में हुयी चांदनी रात है
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने
मेरे घर में हुयी चांदनी रात है
तेरा चेहरा तेरा चेहरा
तेरा चेहरा इबादत है एक प्यार की
रब के हाथों लिखी तू कोई बात है
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने
मेरे घर में हुयी चांदनी रात है
तुमको लगता है तुम हो संवरते मगर
आइना हैं संवरता तुम्हें देख कर
तुमको लगता है तुम हो संवरते मगर
आइना हैं संवरता तुम्हें देख कर
चलते फिरते चलते फिरते
चलते फिरते यूंही तुम नहीं मिल गये
सौ जनम की दुआओं की सौगात है
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने
मेरे घर में हुयी चांदनी रात है
देखता हूँ मैं जब आसमान की तरफ
वो रक़ीबों के जैसे हैं तकता मुझे
देखता हूँ मैं जब आसमान की तरफ
वो रक़ीबों के जैसे हैं तकता मुझे
लाख बातें लाख बातें
लाख बातें हो अच्छी कनहिया में पर
राधा रानी में भी तो कोई बात है
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने
मेरे घर में हुयी चांदनी रात है
चाँद बैठा हुआ है मेरे सामने
मेरे घर में हुयी चांदनी रात है.