Buddhi Maa Ko Karo Parnaam Lyrics – Kishore Kumar
Jhuk jhuk buddhi maa
Ko karo parnaam
Ban jaayenge bigde kaam
Jhuk jhuk buddhi maa
Ko karo parnaam
Ban jaayenge bigde kaam
Jaise darshan waisa naam
Ban jaayenge bigde kaam
Jaise darshan waisa naam
Ban jaayenge bigde kaam
Jhuk jhuk buddhi maa
Ko karo pranaam
Ban jaayenge bigde kaam
Buddhi maa ko jan
Sab hoi jaati dang
Nathi kab hu ki tang
Nahin sakhat bakhaan
Ek sau assi shamshaanon ki
Mitti sar mein daal ke
Ek sau assi shamshaanon ki
Mitti sar mein daal ke
Arre aayi hun main dwaar
Pe tere kaali jeebh nikaal ke
Aayi hai maan dwaar
Pe tere kaali jeebh nikaal ke
Punya paresi arpan kele
Dewaa ko lo maa maa ji
Buddhi maa maa
Punya paresi khatpat kele
Dewaa tu na maa maa ji
Buddhi maa maa
Aisi boli naman karat tu
Jal mein raghuwar
Maa maa ji buddhi maa maa
Aisi chori parat karat tu
Man mein jhat pat
Maa maa ji buddhi maa maa
Jhuk jhuk buddhi maa ko parnaam
Ban jaayenge bigde kaam
Jaise darshan waisa naam
Ban jaayenge bigde kaam
Jaise darshan waisa naam
Ban jaayenge bigde kaam
Rang mein turang chadhi
Sarjaa shivaji jang
Jeetan chalat hai
Man mein dhan ka lobh chhupaakar
Sapne dekhe thhaathh ke
Sapne dekhe thhaathh ke
Arre apna pattaa jodna chaahe
Aur ka pattaa kaat ke
Aur ka pattaa kaat ke
Punya paresi arpan kele
Dewaa ko lo maa maa ji
Buddhi maa maa
Punya paresi khatpat kele
Dewaa tu na maa maa ji
Buddhi maa maa
Aisi boli naman karat tu
Jal mein raghuwar
Maa maa ji buddhi maa maa
Aisi boli naman karat tu
Man mein bak bak maa maa ji
Buddhi maa maa
Jhuk jhuk buddhi maa
Ko karo parnaam
Ban jaayenge bigde kaam
Jaise darshan waisa naam
Ban jaayenge bigde kaam
Jhuk jhuk buddhi maa
Ko parnaam o naacho
Ban jaayenge bigde kaam
Jaise darshan waisa naam
Ban jaayenge bigde kaam
Bigde kaam jhuk jhuk
Buddhi maa ko karo parnaam
Ban jaayenge bigde kaam
Jaise darshan waisa naam
Ban jaayenge bigde kaam.