Buddha Tha Paisewala Lyrics – Birbal, Mahendra Kapoor, Preeti Bala
Budha tha paise wala gale mein aisa dala
Budhe ne le li meri jaan
Haye re main ho gayi kurban
Budha tha paise wala gale mein aisa dala
Budhe ne le li meri jaan
Haye re main ho gayi kurban
Lutiya dubake hosh mein aaye to kya hua
Lutiya dubake hosh mein aaye to kya hua
Hamko rulake aasu bahaye to kya hua
Lutiya dubake hosh mein aaye to kya hua
Main to teri hu jagjayi bachale mujhe
Ho bachale mujhe
Is musibat se jaldi chuda le mujhe
Ho chhuda le mujhe
Main to teri hu jagjayi bachale mujhe
Ho bachale mujhe
Is musibat se jaldi chuda le mujhe
Ho chhuda le mujhe
Maya meri jaana tu na ghabrana
Tere mere pyar ko kya rokega jamana
Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana
Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana
Maya meri jana tu na ghabrana
Tere mere pyar ko kya rokega jamana
Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana
Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana
Hum hai buddhe hai to kya hua dilwale hai
Hum hai buddhe hai to kya hua dilwale hai
Hame chhado chhado tere chahne wale hai
Hum hai buddhe hai to kya hua dilwale hai
Na banne dunga joru dhanwan ki
Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki
Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki
This fight is between old man and young man
This fight is between old man and young man
Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki
Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki.