Buddha Peechhe Pad Gaya Lyrics – Mohammed Rafi, Sumitra Lahiri
Budhe ke muh mein aa gaya pani
Kahta aaja meri rani
Buddha ye buddha
Ye buddha peechhe pad gaya
Ye buddha peechhe pad gaya
Ri tere gal ke upar til
Kahta hai de budhe ko dil
Ke tujhko jaye khajana mil
Main tera ri tera hoke rah gaya
Main tera hoke rah gaya
Ye buddha peechhe pad gaya
Ye buddha peechhe pad gaya
Mai solha ki tu pensath ka
Dubke mar besharma
Mai solha ki tu pensath ka
Dubke mar besharma
Bap to mera shankar dada
Hey shankar dada
Bap to mera shankar dada
Beer mera hai dharma
Budhe kyu bap ko bulata hai
Teri pasli denge sekh
Are tu apni umar to dekh
Tere sath na milte lekh
Hath rah me mar gaya
Tere gal ke upar til
Kahta hai de budhe ko dil
Ke tujhko jaye khajana mil
Main tera ri tera hoke rah gaya
Main tera hoke rah gaya
Ye budha pichhe pad gaya
Ye budha pichhe pad gaya
Re budha re budha
Re budha pichhe pad gaya
Bas tera ho ke rah gaya
Ankhiyo se main ankhiya mila ke
Le jau takhat hajare
Ankhiyo se main ankhiya mila ke
Le jau takhat hajare
Rat ko chadta suraj dekhe
Ri suraj dekhe
Rat ko chadta suraj dekhe
Din me dikhau tare
Le aa shankar dada aur dharma
Ri o tere do uchke
Dono ko dunga aise dhakke
Unke main chhuda du chhake
Jo meri rah me aa gaya
Main tera ri tera ho ke rah gaya
Buddha peechhe pad gaya
Rog nahi ye tere bas ka
Pyar mera anmol
Rog nahi ye tere bas ka
Pyar mera anmol
Jaan bech ke le lu tujhko
Ari le lu tujhko
Jaan bech ke le lu tujhko
Pyar ki boli bol
Ri sunke dil ki khidki khol
Aisi chal na chal bekar
Jinka jisse bhi tha pyar
Aakhir mil jayenge yaar
Tu khali rah gaya o budha
O buddha peechhe pad gaya
Re buddha peechhe pad gaya
Ri tere gal ke upar til
Kahta hai de budhe ko dil
Ke tujhko jaye khajana mil
Main tera ri tera ho tera
Hoke rah gaya
Main tera hoke rah gaya
Ye budha pichhe pad gaya
Tera dil bhukha rah gaya
Tera dil sukha rah gaya
Budha akela rah gaya
Mera to kuchh na rah gaya.