Bombay Se Rail Chali Lyrics – Alisha Chinai, Anu Malik
Chal chal chhuk chhuk
Chal chal chhuk chhuk
Chal chal chhuk chhuk
Chal chal chhuk chhuk
Chaiki down chaiki down
Chaiki down chaiki down
Chaiki down chaiki down
Love train cheak cheak cheak chaiki down
Haa love train cheak cheak cheak chaiki down
Haa love train cheak cheak cheak chaiki down
Bombay se rail chali
Dadar se woh bhi chadi
Bombay se rail chali
Dadar se woh bhi chadi
Surat mein soorat ka didaar ho gaya
Re dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Bombay se rail chali
Dadar se main bhi chadi
Bombay se rail chali
Dadar se main bhi chadi
Surat mein soorat ka didaar ho gaya
Re dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Bombay se rail chali
Dadar se main bhi chadi
Woh bhi hasee thi main bhi jawan thaa
Pyara safar thaa pyara sama thaa
Main baitha upar woh baithi neeche
Uska jalwa mujhko kheenche
Main bhi akeli woh bhi akela
Woh mere majnu aur main laila
Do aankhon ka signal usne dikhaya
Karke ishara mujhe bulaya
Pyara safar thaa pyara sama thaa
Main baitha upar woh baithi neeche
Uska jalwa mujhko kheenche
Main bhi akeli woh bhi akela
Woh mere majnu aur main laila
Do aankhon ka signal usne dikhaya
Karke ishara mujhe bulaya
Come on baby chaiki down chaiki down
O humsafar tu mera yaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Bombay se rail chali
Dadar se woh bhi chadi
Bombay se rail chali
Dadar se woh bhi chadi
Surat mein soorat ka didaar ho gaya
Re dilli aane se pehale pyaar ho gay
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Aaye station jaaye station
Badati jaaye dilo ki dhadakan
Aaya baroda utha woh jhumake
Mera chehara nazar se chumake
Naam jo puchha lili bataya
Lambein safar mein geet sunaya
Baaton ne uski kar diya jaadu
Saapo se aaye kyaa khusboo
Aaye station jaaye station
Badati jaaye dilo ki dhadakan
Aaya baroda utha woh jhumake
Mera chehara nazar se chumake
Itane mein aakhir aa gayi dilli
Gaadi se itari haay meri lili
Apna patta phir usane bataya
Karne ko tata haath uthaya
Tata by by see you
Bin uske jeena dushwaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Re dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Bombay se rail chali
Dadar se main bhi chadi
Bombay se rail chali
Dadar se main bhi chadi
Surat mein soorat ka didaar ho gaya
Re dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Haan dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Re dilli aane se pehale pyaar ho gaya
Dilli aane se pehale pyaar ho gaya.