Billu Bhayankar Lyrics – Ajay Jhingran, Kalpana Patowary
Arre poocho naahi mooche taraase talvaari
Mooche hi toh dekh ke kaurav ki fauj haar
Billu bhayankar, billu bhayankar,
Billu bhayankar hamre billu bhayankar
Billu bhayankar, billu bhayankar,
Billu bhayankar hamre billu bhayankar
Billu ko laage na kaanta na kankar
Billu bhayankar, billu bhayankar,
Billu bhayankar hamre billu bhayankar
Billu bhayankar, billu bhayankar,
Billu bhayankar hamre billu bhayankar
Billu hamaar jaise ustre ki dhaar
Jaise saabun ki jhaag
Jaise lotion khushboodaar
Billu se bada hajjaam naahi re
Saari duniya mein aisa kono naam naahi re
Billu se bada hajjaam naahi re
Saari duniya mein aisa kono naam naahi re
Billu ki panti jaise cycle ki ghanti
Panti ki sandal jaise cycle ka handle
Billu ki panti jaise cycle ki ghanti
Billu ki panti jaise cycle ki ghan-ghan-ti
Majra maar billu pedal
Toh maar babua billu hamaar
Oh jara pedal toh maar
Billu se bada hajjaam naahi re
Saari duniya mein aisa kono naam naahi re
Billu se bada hajjaam naahi re
Saari duniya mein aisa kono naam naahi re
Billu rasile more bachpan ke beli re
Billu aise seedhe nikare jaise jalebi re
Billu rasile more….jiyo raja
Billu rasile more bachpan ke beli re
Billu aise seedhe nikare jaise jalebi re
Sahir khan ki moochva aisi banai de
Billu ko abki filmfare dilai de
Sahir khan ki moochva aisi banai de
Billu ko abki filmfare dilai de
Oh billu ki mooch pe nimbu latkai de
Arre humko latak jai hai naarangi bankar
Billu bhayankar, billu bhayankar,
Billu bhayankar hamre billu bhayankar
Billu bhayankar, billu bhayankar,
Billu bhayankar hamre billu bhayankar
Billu hamaar laala billu hamaar
Billu hamaar dadu billu hamaar
Oye budbudaa ki saan saan aisi saandaar
Billu billu billu billu
Billu billu billu billu
Eehaan aaike kaala teeka lagvai lo
Billu hamaar pandu billu hamaar
Oye budbudaa ki saan saan aisi saandaar
Kabhi baayen palat-ta billu
Kabhi ghuma deta hai
Mundi ka lattoo
Billu billu billu billu
Billu se bada hajjaam naahi re
Saari duniya mein
Aisa kono naam naahi re
Billu se bada hajjaam naahi re
Saari duniya mein
Aisa kono naam naahi re
Hoye sasura band karaay ee dhapol sank
Tumhari aise ke taisa
Sab dhapak dhapak lag
Hajjaam hajjaam kar hat!
Band kar e nautanki haiiiin
Are mooh ka dekh raha be
Kisi raja maharaja ka
Raju raju kehke bulauge ka?
Yeh billua ko hajjaam naahi
Barber keh kar bulaao
Barber aur voh bhi ijjat se
Billu barber, samjhe ke naahi!
Na dain kheenke panhaiiya
Ek sasura maar de pataak se
Arre roshan kiya hai ma-baapu ka naam
Billu ko kehna naahi koi hajjaam
Arre roshan kiya hai ma-baapu ka naam
Billu ko kehna naahi koi hajjaam
Aji kangi wahi karte hain bade karigar
Billu ko bulaao bhaiyya billu barber
Billu hamaar, billu hamaar
Billu ko bulaao bhaiyya billu barber
Billu hamaar, billu hamaar
Billu ko bulaao bhaiyya billu barber
Billu re….