Bhuka Panchhi Kyoun Chugta Hai Lyrics – Krishna Beura
Bhuka panchhi kyoun chugta hai
Ek ek dana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana.
Tadap tadap jalta hai sama ke
Sang parwana
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana.
Mausam badle to mann badle
Badla lage nazara
Badle, badle armaa ka hota hai
Ek ishara ho..!
Mausam badle to mann badle
Badla lage nazara
Badle, badle armaa ka hota hai ek ishara
Koyale mein hi milta hai
Heere ka thikana
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana.
Jee bhawaro ka lalchaye,
Koi paake jashan kare,
Koi chah liye mandraye,
Ha..khil ke kamal ki jadd mein hai
Jee bhawaro ka lalchaye,
Koi paake jashan kare,
Koi chah liye mandraye,
Pyaas beech samdar mein
Doob ke mar jana
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana.
Raat mein chand ke sath hai taare
Din mein sooraj tanha
Raat ho chahe din ho rahe
Har dam sa ek lamha
Ho..! Raat mein chand ke sath hai taare
Din mein sooraj tanha
Raat ho chahe din ho rahe
Har dam sa ek lamha
Jale jo dharti ambar pe
Badal ka chhana
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana.
Bhuka panchhi kyoun chugta hai
Ek ek dana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana.
Tadap tadap jalta hai sama ke
Sang parwana
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana,
Koi samjhe pagal
Koi samjhe deewana.