Bhare Bazaar Mein Lyrics

in

"Bhare Bazaar Mein" Song Details:

Movie: Aas Paas (1981)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Sad
Director(s):J. Om Prakash
Music Label:© Shemaroo
Starring:Dharmendra, Hema Malini
Release on:16th January, 1981

Bhare Bazaar Mein Lyrics – Lata Mangeshkar

lyricsbogie.com
Bhare bazar me ham kyun
Bhare bazar me ham kyun
Ye dil ki bat le jaye
Bhare bazar me ham
Kyun ye dil ki bat le jaye
Yehi achchha hai apna
Gham ham apne sath le jaye
Bhare bazar me ho o o

Jamane ne nasibo ke
Hawale kar diya hamko
Jamane ne
Jamane ne nasibon ke
Hawale kar diya hamko
Jaha chahe jidhar chahe
Pakadkar hath le jaye
Jaha chahe jidhar chahe
Pakadkar hath le jaye
Bhare bazar me ho o o

Meharbano kabhi tumne
Liya tha karz jo hamse
Meharbano
Meharbano kabhi tumne
Liya tha karz jo hamse
Wohi de do samajhkar
Ham usse khairat le jaye
Wohi de do samajhkar
Ham usse khairat le jaye
Bhare bazar me ho o o

Kaha aankhe kaha badal
Magar dil me ye aati hain
Kaha aankhe
Kaha aankhe kaha badal
Magar dil me ye aati hain
Bahut roye chupakar ghar
Me ye barsat le jaye
Bahut roye chupakar ghar
Me ye barsat le jaye
Yehi achchha hai apna
Gham ham apne sath le jaye
Bhare bazar me ham kyun
Ye dil ki bat le jaye.

Bhare Bazaar Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.