Bharat Mata Ke Laadlon Mein Lyrics – Lakshmi Shankar, Manna Dey
Howe na ladayi howe na ladayi
Is ram bharat ke desh jhagde na bhai bhai
Ho bichade na bhai bhai
Tum yad karo mahabharat ki
Wo biti bat purani tum yad karo
Bhai bhai ke jhagdo ki
Jisme likhi hai kahani
Bhari sabha ke bich khich kar chher
Kari manmani
O bhikh mangti rahi dropti
Liye nain me pani
Tab liye hath mein chakkar sudarsan
Rakhte the yadurayi
Is ram bharat ke desh
Mein jhagde na bhai bhai
Ho bichade na bhai bhai
Is ram bharat ke desh
Mein jhagde na bhai bhai
Jis dim partap ke aage
Satru ne apni khadag uthai
Chitod durg tilmila utha
Mewad bhumi tharrai
Apas ki fut ne bade bade piro ki jade hiali
Chal padi yaha se
Chal padi yaha se
Raj buti lekar ke ant vidai
Bhai bhai ke jhagdo ne sone ki lanka dhai
Is ram bharat ke desh
Mein jhagde na bhai bhai
Ho bichade na bhai bhai
Is ram bharat ke desh
Mein injhagde na bhai bhai.