Bhalai Duniya Ki Lyrics – Mohammed Rafi
Kisi ne khawab mein hatim se
Ek din puchha
Ae marde nek zara
Mujhko bhi yeh raaz bata
Khuda ke bando ko
Milta hai kis tarah khuda
Suni yeh baat to
Hatim ne use hans ke kaha
Subaho sham karte hai
Bhalai duniya ki jo
Subaho sham karte hai
Phalak pe unko karib se
Salam karte hai
Bhalai duniya ki jo
Subaho sham karte hai
Phalak pe unko karib se
Salam karte hai
Bhalai duniya ki jo
Subaho sham karte hai
Khuda ki raah mein
Lutate hai maal agar
Wo apne ghar ko
Samjhate nahi hai dhar apna
Zamin pe reh ke
Phalak pe makam karte hai
Zamin pe reh ke
Phalak pe makam karte hai
Phalak pe unko karib se
Salam karte hai
Bhalai duniya ki jo
Subaho sham karte hai
Phalak pe unko karib se
Salam karte hai
Bhalai duniya ki jo
Subaho sham karte hai
Unhe sukun nahi milta
Kabhi amiri mein
Ke badsahi bhi tarte hai
Wo fakiri mein
Mushibato mein wo umare
Tamam karte hai
Mushibato mein wo umare
Tamam karte hai
Phalak pe unko karib se
Salam karte hai
Bhalai duniya ki jo
Subaho sham karte hai
Phalak pe unko karib se
Salam karte hai
Bhalai duniya ki jo
Subaho sham karte hai.