Bewajah Yun Na Maar Lyrics – Khushboo Jain, Sukhwinder Singh
Hosh udaane aayi hu main
hosh udaa ke jaaungi
Sabke dilon pe raaj karungi
aisa jaal bhichaungi
Bewajah yu na maar, tikhe naino ke baan
Hosh udd jaayenge jaan-e-man baat maan
Maaf karna hujur ho gaya jo kusur
Dil dhadak ne laga aap ka aisa nur
Teri marji agar hai yahi ae sanam
Hum bhi taiyaar hai tere sar ki kasam
Bewajah yu na maar, tikhe naino ke baan
Hosh udd jaayenge jaan-e-man baat maan
Maaf karna hujur ho gaya jo kusur
Dil dhadak ne laga aap ka aisa nur
Teri marji agar hai yahi ae sanam
Hum bhi taiyaar hai tere sar ki kasam
Bewajah yu na maar, tikhe naino ke baan
Hosh udd jaayenge jaan-e-man baat maan
Hai sabhi ko yakin tu hai aashiq mera
Ha jo aaghosh mein ishq ke josh mein
Aa chhupa lu tujhe julf-e-bardosh mein
Tauba tauba gajab teri jadugari
Sar se paanv talak tu hai neelam pari
Maaf karna hujur ho gaya jo kusur
Hadh se badhane laga bekhudi ka surur
Teri marji agar hai yahi ae sanam
Hum bhi taiyaar hai tere sar ki kasam
Bewajah yu na maar, tikhe naino ke baan
Hosh udd jaayenge jaan-e-man baat maan
Yeh mujhe kya huwa jab se tujhko chhuwa
Ruh bechain hai, chha raha hai nasha
Yu na mujhko jala jaam-e-ulfat pila
Khwaahisho ka meri de de kuch toh sila
Teri kaatil adaayein sabhi se juda
Tere rang roop par hai jamaana fida
Maaf karna hujur ho gaya jo kusur
Hadse badhane laga bekhudi ka surur
Haay haay haay re teri marji agar hai yahi ae sanam
Hum bhi taiyaar hai tere sar ki kasam
Bewajah yu na maar thikhe naino ke baan
Hosh udd jaayenge jaan-e-man baat maan
Maaf karna hujur ho gaya jo kusur
Dil dhadakne laga aap ka aisa nur
Teri marji agar hai yahi ae sanam
Hum bhi taiyaar hai tere sar ki kasam
Teri marji agar hai yahi ae sanam
Hum bhi taiyaar hai tere sar ki kasam.