Bewafai Ki Saza Maut Se Ziyada Lyrics – Agam Kumar Nigam
Bewafai ki saza maut se ziyada ho
Bewafai ki saza maut se ziyada ho
Bewafaoon ko rab na chode
Jaise tune mera dil toda
Waise koi tera bhi dil thode
Jaise tune mera dil toda
Waise koi tera bhi dil thode
Bewafai ki saza mautse ziyada ho
Jisane loota mere dil ka chane
Vo bhi roye mere liye raantome
Vo bhi rahe ab sara din bechane
Jisane dikhaye mujhe ko lakho sapane
Jisane toda vo sapanoo ka ghar
Vo bhi mujhko yaad kare sapano mein
Meri taraha vo bhi rahe be ghar
Ab tujhe dard ho to dard se jada ho
Ab tujhe dard ho to dard se jada ho
Bewafaoo ko rab na chode
Jaise tune mera dil toda
Waise koi tera bhi dil thode
Jaise tune mera dil toda
Waise koi tera bhi dil thode
Bewafai ki saza mautse ziyada ho
Jisane kiya hai mujhko itana tanaaha
Jisane diye hai itane sare gum
Vo jab thakk dhunde sath kisi ka
Yaad kare vo mujhe ko aankhe naam
Jisane bhulaye vo chahat ke vaade
Jisane mitaya mera dil se naam
Tute vaadon ki taraha vo tute
Vo bhi ek din ho jaye be naam
Ab tujhe zakham ho to
Zakham se jaada ho
Ab tujhe zakham ho to
Zakham se jaada ho
Bewafaoo ko rab na chode
Jaise tune mera dil toda
Waaise koi tera dil bhi thode
Jaise tune mera dil toda
Waaise koi tera dil bhi thode.