Bewafaai Ka Aalam (Title) Lyrics – Agam Kumar Nigam
Gair ki ho mein mene dekha us ko
Bewafaai ka aalam mein batau kisko
Gair ki ho mein mene dekha us ko
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Yaad jo aaya ishq mein
Mene itane din aur raate bhi
Aur usnebhi pass mein
Bethkar payr se kitani baate ki
Kal jo mile vo aise mile
Vo milkar kuch aisaan kiya
Tabhi me samja ab to
Innhone hat kisika tham liya
Pal me kya sab kuch
Badala badal gaye din raat
Ek raat me chale gaye
Vo aur kisike pass
Iss judai ka aalam mein batau kisi ko
Ghar ki bahomein mene dekha uss ko
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Kaise dekhu apane pyar ko
Aur kisike bahomein
Chalte chalte kate he kate
Bich gaye meri raho mein
Ek baar bhi palat ke
Usne dekha nahi hai meri aur
Shaad pagal ho jaunga
Ab dil mein hai itana shor
Ek khayal ye to bhi
Aata banahai kyon anjaan
Jaa jaane se pehale meri lelu us ki jaan
Aaj tanhayee ka gum me batau kisiko
Ghar ki bahomein mene dekha uss ko
Bewafaai ka aalam mein batau kisko
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya
Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya.