Betiyaan Lyrics – Shreya Ghoshal, Amruta Fadnavis, Neeti Mohan, Shalmali Kholgade, Palak Muchhal
रब का हसीन तोहफा है
सौग़ात है ये बेटियाँ
खुशहाल है वो घर जहां
आबाद है ये बेटियाँ
इस मुल्क की इस देश की
बुनियाद है ये बेटियाँ
तु खुशनसीब है जो तेरी
औलाद है ये बेटियाँ
आओ बचाएँ बेटियाँ
आओ पढ़ाएँ बेटियाँ
आओ बचाएँ बेटियाँ
आओ पढ़ाएँ बेटियाँ
अपने हुनर से फन से
मेहनतों से लगन से
अपने हुनर से फन से
मेहनतों से लगन से
छु ले गगन को बेटियाँ
हर रंग में हर रूप में
हर ज्ञान में ये बेटियाँ
दिखने लगी है जंग के
मैदान में ये बेटियाँ
रौनक की थी जो वजाह बेटियाँ
कहीं मरहम है बेटियाँ
कहीं कलम हैं बेटियाँ
सफर में हैं ये हमसफर
कदम कदम हैं बेटियाँ
मरेंगी कोख में
कब तक जलेंगी बेटियाँ
आओ बचाएँ बेटियाँ
आओ पढ़ाएँ बेटियाँ.
Rab ka haseen tohfa hai
Saughat hai yeh betiyaan
Khush-haal hai woh ghar jahan
Aabad hai yeh betiyaan
Iss mulk ki iss desh ki
Buniyaad hain yeh betiyaan
Tu khushnaseeb hain jo teri
Aulaad hain ye betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Apne hunar se fann se
Mehnaton se lagan se
Apne hunar se fann se
Mehnaton se lagan se
Chhu le gagan ko betiyaan
Har rang mein har roop mein
Har gyan mein yeh betiyaan
Dikhne lagi hain jung ke
Maidaan mein yeh betiyaan
Main har har woh jagaah
Raunak ki thi jo wajah betiyaan
Kahin marham hain betiyaan
Kahin kalam hain betiyaan
Safar mein hain yeh humsafar
Kadam kadam hain betiyaan
Marengi kokh mein
Kab tak jalengi betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan.