Benaam Sa Ye Dard Lyrics – Jagjit Singh
Benam sa yeh dard
Thahar kyon nahi jata
Benam sa yeh dard
Thahar kyon nahi jata
Jo bit gaya hai woh
Gujar kyon nahi jata
Benam sa yeh dard
Thahar kyon nahi jata
Dhundti rehti hain nigahe
Kya bat hai mai wakt
Peh ghar kyu nahi jata
Jo bit gaya hai woh
Gujar kyu nahi jata
Woh ek hi chahra toh
Nahi sare jahan mai
Woh ek hi chahra toh
Nahi sare jahan mai
Jo dur hai woh dil se
Utar kyon nahi jata
Jo dur hai woh dil se
Utar kyon nahi jata
Jo bit gaya hai woh
Gujar kyu nahi jata
Benam sa yeh dard
Thahar kyon nahi jata
Mai apni hi uljhi huyi
Raho kaa tamasha
Mai apni hi uljhi huyi
Raho kaa tamasha
Jate hai jidhar sab
Mai udhar kyu nahi jata
Jate hai jidhar sab
Mai udhar kyu nahi jata
Jo bit gaya hai woh
Gujar kyu nahi jata
Woh nam jo barso se
Naa chehra hai naa badan hai
Woh nam jo barso se
Naa chehra hai naa badan hai
Woh khwab agar hai
Toh bikhar kyu nahi jata
Woh khwab agar hai
Toh bikhar kyu nahi jata
Jo bit gaya hai woh
Gujar kyu nahi jata
Benam sa yeh dard
Thahar kyon nahi jata.