Baton Se Baat Na Milao Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar
Baton se baat na banegi haa
Kuch karke dikhana hoga achha
Baton se baat na banegi
Kuch karke dikhana hoga kyaa
Hamse aankh milake
Yaha jaan se jana hoga
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Baton se baat na banao
Te dam hain to ankha milao
Baton se baat na banao
Te dam hain to ankha milao
Maut se jo dar jaaye
Woh aur deewana hoga
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Milne se pahele
Suan tha bada naam
Jaisa dekha suna naam
Waisa dekha nahin kaam
Maana main ne main toh hoon
Badnaam
Dekha nahin mujhe dekha nahin
Mera kaam
Ab toh dekhe kyaa ghazab ho
Ab toh dekhe kyaa ghazab ho
Kab se tha inkaar
Are bachke bachke bachke
Meri jaan bachake
Hamse aankh milana bachake
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Naqabo mein yaha
Kitane hi chor
Parda utha ke kaho ki
Dekhe meri aaur
Parde uthenge to
Machenge yaha sore
Phir na bachonge
Na chalenga koi zor
Woh nazara dekhna hain
Woh nazara dekhna hain
Hamko bhi ik baar
Bachake bachake bachake
Deewana bachake
Aankha milana zara bachake
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Aaya jo shikari yaha
Ho gaya shikaar
Aaya jo khiladi yaha
Yaha gaya baazi haar
Hota hoga ab na hoga sarkar
Apna to khali jaaye na waar
Jo hai garazate woh na baraste
Jo hai garazate woh na baraste
Sunte aaye hain yaar
Bachake bachake bachake
Hamse aankh milan zara bachke
Baton se baat na banegi haa
Kuch karke dikhana hoga achha
Baton se baat na banegi
Kuch karke dikhana hoga kyaa
Hamse aankh milake
Yaha jaan se jana hoga
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Bachake bachake bachake
Hamse aankh milan zara bachke
Bachake bachake bachake
Deewana bachake.