Bataa De Baghwan Lyrics – Mohammed Rafi
Ka hamesha darna
Zindagi khawab hai is
Par na bharosa karna
Bata de bhagwan jaye
Kaha koi nahi apna yaha
Bata de bhagwan jaye
Kaha koi nahi apna yaha
Bata de bhagwan
Na puchho aadmi par kya
Gujarti hai mushibat me khilona
Banke reh jata hai jab majbur
Hota hai haye wo rota hai
Bata de bhagwan
Zamane ka sataya huya
Is tarha majbur hota hai
Ke jaise chand gehnaya huya
Benur hota hai haye wo rota hai
Bata de bhagwan
Bigad jati hai jab kismat
Kisi se kuch nahi banta wohi
Hota hai jo bhagwan ko manjur hota hai
Wohi hota hai bata de bhagwan.