Barsaat Hain Lyrics – Alka Yagnik, Udit Narayan
कुछ हो रहा इधर कुछ उधर
खिड़कियाँ बंद कर लो
इस रात से लगने लगा हैं डर
कुछ हो रहा इधर कुछ उधर
खिड़कियाँ बंद कर लो
नज़र आ रहा हैं कैसा यह मंज़र
है तूफ़ान बाहर हैं तूफ़ान अंदर
नज़र आ रहा हैं कैसा यह मंज़र
है तूफ़ान बाहर हैं तूफ़ान अंदर
दिलों में यह कैसी कसक उठ रही हैं
कोई आग जलके नहीं बुझ रही हैं
कोई आग जलके नहीं बुझ रही हैं
इस आग से लगने लगा हैं डर
कुछ हो रहा इधर कुछ उधर
खिड़कियाँ बंद कर लो
सारी उम्र हम प्यासे ही तरसे
तमन्ना हैं अब यह घाटा और बरसे
सारी उम्र हम प्यासे ही तरसे
तमन्ना हैं अब यह घाटा और बरसे
घटाओं से कह दो कही और जाएँ
यह बारिश की बूंदे हमें न सताएं
क्या बात हैं लगने लगा हैं डर
कुछ हो रहा इधर कुछ उधर
खिड़कियाँ बंद कर लो
बरसात हैं लगने लगा हैं डर
कुछ हो रहा इधर कुछ उधर
खिड़कियाँ बंद कर लो
खिड़कियाँ बंद कर लो.
Barsaat hain lagne laga hain darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo
Iss raat se lagne laga hain darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo
Nazar aa raha hain kaisa yeh manzar
Hai toofan baahar hain toofan andar
Nazar aa raha hain kaisa yeh manzar
Hai toofan baahar hain toofan andar
Dilon mein yeh kaisi kasak uth rahi hain
Koi aag jalke nahin bujh rahi hain
Koi aag jalke nahin bujh rahi hain
Iss aag se lagne laga hain darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo
Tamanna hain ab yeh ghata aur barse
Saari umar ham pyaase hi tarse
Tamanna hain ab yeh ghata aur barse
Ghatao se keh do kahi aur jaayen
Yeh baarish ki boonde hamein na satayen
Kya baat hain lagne laga hain darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo
Brsaat hain lagne laga hain darr
Kuchh ho raha idhar kuchh udhar
Khidkiyaan band kar lo
Khidkiyaan band kar lo.