Barbaadiyan Lyrics – Sachet Tandon, Nikhita Gandhi, Madhubanti Bagchi, Sachin-Jigar
Na Koyi Lakeerein Na Dayre
Ishq Mein Hadd Hoti Nahi
Itna Behad Hota Hai Ke
Yeh Fitoori Ghat ti Nahi
Na Koyi Lakeerein Na Dayre
Ishq Mein Had Hoti Nahi
Itna Behad Hota Hai Ke
Yeh Fitoori Ghat ti Nahi
Ho Jaana Hai Ek Baar
Teri Rooh Ke Paar
Main Toh Reh Ke Kinare Pe Thakeya
Ho Tera Chadheya Khumaar
Tere Bin Mere Yaar
Is Jag Mein Nahi Kuch Rakheya
Barbaadiyan Tumse Hi Hai
Aabaadiyan Tumse Hi Hai
Ab Kya Galat Aur Kya Sahi
Jab Roohdariyan Tumse Hi Hai
Barbaadiyaan Tumse Hi Hai
Aabaadiyan Tumse Hi Hai
Ab Kya Galat Aur Kya Sahi
Jab Roohdariyan Tumse Hi Hai
Madhoshiyan Hai Madhoshiyan
In Nigahon Mein Teri Hai Madhoshiyan
Doob Jaaneyan Aise Doob Jaaneyan
Phir Kabhi Na Main Tujhse Ubhar Paaneyan
Madhoshiyan Hai Madhoshiyan
In Nigahon Mein Teri Hai Madhoshiyan
Doob Jaaneyan Aise Doob Jaaneyan
Phir Kabhi Na Main Tujhse Ubhar Paaneyan
Ho Kaisi Lagan Hai Yaar Lagi Jo Is Baar
Rati Din Bas Naam Tera Ratteya
Ho Tera Chadheya Khumaar
Tere Bin Mere Yaar
Is Jag Mein Nahi Kuch Rakheya
Barbaadiyaan Tumse Hi Hai
Aabaadiyan Tumse Hi Hai
Ab Kya Galat Aur Kya Sahi
Jab Roohdariyan Tumse Hi Hai
Barbaadiyan Tumse Hi Hai
Aabaadiyan Tumse Hi Hai
Ab Kya Galat Aur Kya Sahi
Jab Roohdariyan Tumse Hi Hai
Madhoshiyan Hai Madhoshiyan
In Nigahon Mein Teri Hai Madhoshiyan
Doob Jaaneyan Aise Doob Jaaneyan
Phir Kabhi Na Main Tujhse Ubhar Paaneyan
Madhoshiyan Hai Madhoshiyan
In Nigahon Mein Teri Hai Madhoshiyan
Doob Jaaneyan Aise Doob Jaaneyan
Phir Kabhi Na Main Tujhse Ubhar Paaneyan
Barbaadiyan Tumse Hi Hai
Aabaadiyan Tumse Hi Hai
Ab Kya Galat Aur Kya Sahi
Hmm Hmm.
ना कोई लकीरें ना दायरे
इश्क़ में हद होती नहीं
इतना बेहद होता है के
ये फितूरी घटती नहीं
ना कोई लकीरें ना दायरे
इश्क़ में हद होती नहीं
इतना बेहद होता है के
ये फितूरी घटती नहीं
हो जाना है एक बार
तेरी रूह के पार
मैं तो रह के किनारे पे थकया
हो तेरा चढ़ेया खुमार
तेरे बिन मेरे यार
इस जग में नहीं कुछ रखेया
बरबादियाँ तुमसे ही है
आबादियां तुमसे ही है
अब क्या गलत और क्या सही
जब रूह्दारियाँ तुमसे ही है
बरबादियाँ तुमसे ही है
आबादियां तुमसे ही है
अब क्या गलत और क्या सही
जब रूह्दारियाँ तुमसे ही है
मदहोशियाँ है मदहोशियाँ
इन निगाहों में तेरी है मदहोशियाँ
डूब जानेयां ऐसे डूब जानेयां
फिर कभी ना मैं तुझसे उभर पानियाँ
मदहोशियाँ है मदहोशियाँ
इन निगाहों में तेरी है मदहोशियाँ
डूब जानेयां ऐसे डूब जानेयां
फिर कभी ना मैं तुझसे उभर पानियाँ
हो कैसी लगन है यार लगी जो इस बार
रति दिन बस नाम तेरा रटया
हो तेरा चढ़ेया खुमार
तेरे बिन मेरे यार
इस जग में नहीं कुछ रखेया
बरबादियाँ तुमसे ही है
आबादियां तुमसे ही है
अब क्या गलत और क्या सही
जब रूह्दारियाँ तुमसे ही है
बरबादियाँ तुमसे ही है
आबादियां तुमसे ही है
अब क्या गलत और क्या सही
जब रूह्दारियाँ तुमसे ही है
मदहोशियाँ है मदहोशियाँ
इन निगाहों में तेरी है मदहोशियाँ
डूब जानेयां ऐसे डूब जानेयां
फिर कभी ना मैं तुझसे उभर पानियाँ
मदहोशियाँ है मदहोशियाँ
इन निगाहों में तेरी है मदहोशियाँ
डूब जानेयां ऐसे डूब जानेयां
फिर कभी ना मैं तुझसे उभर पानियाँ
बरबादियाँ तुमसे ही है
आबादियां तुमसे ही है
अब क्या गलत और क्या सही
हमम हमम.