Banke Kitaab Teri Lyrics – Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lara la lara ra la lara la lara la
Banke kitab teri
Tere sine se lipta rahunga
Dil ke karib rehke
Teri dhadkan gina karunga
Banke kitab teri
Tere sine se lipta rahunga
Dil ke karib rehke
Teri dhadkan gina karunga
One two three four
Five six seven eight
Nine ten eleven tweleve
Thirteen forteen fifteen sixteen
Bus bus bus bus bus
Sola ka ye kamal hain
Bada bura haal hain
Mithe mithe sapno ka
Solva ye saal hai
Sola ka ye kamal hain
Bada bura haal hain
Mithe mithe sapno ka
Solwa yeh saal hain
Ban ke kitab teri
Tere sine se lipta rahunga
Dil ke karib rehke
Teri dhadkan gina karunga
Banke kitab teri
Aankhon me basa hain
Chara yeh tera
Tera, tera , tera
Padne mein nahi mann lagta hain
Mera mera, mera, mera
Teri yaad jo tadpati hain
Kya kru kru, kru, krun
Mujhe neend nahi aati hain
Kya kru kru, kru, krun
Sola ka ye kamal hain
Bada bura haal hain
Mithe mithe sapno ka
Solwa yeh saal hain
Banke kitab teri
Tere sine se lipta rahunga
Dil ke karib rehke
Teri dhadkan gina karunga
Banke kitab teri
Din raat mere
Sapno mein tu basa
Basa, basa, basa
Mujhe chaya hua hain
Tera hi nassa
Nassa, nassa , nassa
Tera naam rahe
Honto par ab saada
Saada, saada, saada
Lagti hai hansi ab teri har aada
Aada, aada, aada
Sola ka ye kamal hain
Bada bura haal hain
Mithe mithe sapno ka
Solwa yeh saal hain
Banke tabiz teri
Tere sine se lipti rahungi
Dil ke karib rehke
Teri dhadkan suna karungi
Ek do teen char
Panch chey saath aath
No dus gyara barah
Tera chodha pandhara sola
Bus bus bus bus bus
Sola ka ye kamal hain
Bada bura haal hain
Dekho na pasine se
Bhiga yeh rumal hain
Sola ka ye kamal hain
Bada bura haal hain
Dekho na pasine se
Bhiga yeh rumal hain
Banke kitab teri
Tere sine se lipta rahunga
Dil ke karib rehke
Teri dhadkan gina karunga.