Bane Hain Hum Lyrics – Ram Kamlani
Bane hai hum to ghar jamai
Bane hai hum to ghar jamai
Ghar jamai bankar
Hamne ye izajat payi
Bane hai hum to ghar jamai
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar ha ho jasu tyar
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Ha biwi ki salwar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Banke dhobi karu ishtri
Ye hai meri kamai
Bane hai hum to ghar jamai
Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Apni tankha paye
Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Hum lalchai nazaro se
Unko dekhe jaye
Ham lalchai nazaro se
Unko dekhe jaye
Jeb mein mere nahi ke payi
Jeb mein mere nahi ke payi
Bane hai hum to ghar jamai
Bajar se sauda la de
Kabhi jo saas kahe
Bajar se sauda la de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Yahi hatho ki hai safai
Bane hai hum to ghar jamai
Ghar jamai banana hai to
Baaat meri ek mano
Ghar jamai banana hai to
Baaat meri ek mano
Saas sipai sasur daroga
Joru afsar jano
Phir milegi tumko dud malai
Milegi tumko dud malai
Dudh malai khake hamne
Ye hai sehat payi
Bane hai hum to ghar jamai.