Bandagi Lyrics – Virag Mishra
Arth ka anarth karke
Vyarth yuhi zindagi chali
Kal me thoos kar ke vish
Bhavishya ki phir chita jali
Har kar zameer ko
Zameen pe phas gaya hai jo
Sharir uska jal gaya
Kankal jaisa ho gaya hai vo
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Saap ke jahar se dosti
Ka dank le raha hai jo
Sharir uska jal gaya
Kankal jaisa ho gaya hai vo
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Kuch to yaar faisala sa ho
Sina aage badh ke laa
Marne ka hausla to ho
Jo gir ke uth gaya wahi
Hai fir jeet to usi ki hai
Paap ki patang kat hi
Jaye reet ye jagat ki hai
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Ham sahan ki shakti char
Paar karke uss taraf gayi
Jund se chalo likhe koi
Kahani ab nayi nayi
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Toofan me ghul raha jahar
Hai sans sans maangne lagi
Kash ki parva teri har
Aanand aankh uthne lagi
Jiska vajir lomdi ke
Hath takt aa gaya
Ham bariso me bigne
Chale to tan pe rakt aa gaya
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar
Is gandagi ko tu bandagi
Samjh ke saf kar.